Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :25)
*Question*
Assalamualaikum, Kya health insurance aur other insurance karana jayaz hai ya Haram, Quran o ahadees ki roshni nein jawab de to ain nawajish hogi..*Answer*
Insurance ki koi bhi kism asal mai jaez nahi Kiunke juwaa, Sood , garar Aur gair Islami jagah per mal ka istimal
Islami qanoon ki khilaf Warsi ki Wajah se muslim Per pabandi ki zimmedari hai
Albataa islamic cooperative insurance ( takafule ijtimaeee ) kahte hai jadeed fiqhi zaban mai agar mukammal Islami shartoun ki takmeel ke saat paya jata hai to ijazat hai
Isi tarah jo apko taqat mai na ho Aur hukumat se Lazim kardiya gaya ho to insurance bhi karwana hai Likin khud ke insurance se istifada karna question mark haiMajboori ke masael Apne qareebi ulama se daryaft kijie
Kia Wo waqaeee majboori hai yah nahi ?
Kia koi Aur alternate moujood hai to Phir majboori nahi kaha jaega is liye ulama se touch mai rhiye kisi bhi faisle se pahle
#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
*English *
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.q=Insurances%20&gsc.sort=*Urdu *
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.q=انشورنس%20کمپنی&gsc.sort=