Madani Q/A 24

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :24)
*Question*
question:-
assalamualaikum wa rahmathullahi wa barakthuhu shaikh
Bidaat ki definition kya hai
aur kya hadees may bidaat e hasana hai ?
wazahat kijiyega

Jazakallahukhairan

*Answer*
Definition of Bidah :
Aisa naya amal jo deene islam ke naam per shuroo kia jae Aur jiska koi suboot nabi sallalahu alaihi wasallam Aur sahab ke zamane se na Mile
Aur usper taqarrub ki niyyat rakhe Aur ajar o Sawab ki niyyat rakhe yeh bidat hai
Allah ke nabi sallalahu alihi walsallam ne farmaya
Kullu bidatin zalalah
Har bidat gumrahi hai ( achi ho ya buri bidat )

Dunyawi muamalat mai innovative ideas Aur positive development ko nahi Roka gaya

Jab se muslim Deen mai BIDAt mai busy hogae
Duniya mai positive scientific karname se mahroom hogae
Yeh saza hai deene islam ko as it is qabool na karke naee naeee Deen mai eejadaaat karne ki
Allaah Hidayat ata farmae

Bidata hasana ka detail Jawab yeh link mai hai mulahaza farmaiye
*English *
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.sort=&gsc.q=Bidah

*Urdu *
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.q=بدعت%20حسنہ&gsc.sort=
#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.sort=&gsc.q=Innovation%20%20bidah

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.