Madani Q/A 185

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :185)
*Question*
Kuch naseehat karie corona virus ko Islam ki roushni mai Kaise samjhen
*Answer *
*Saudi Khutbat website se 7 naseehat corona virus se mutalliq *
1. Virus wabaeee Beemari azab bhi hosakati Aur Rahmat bhi
2.museebat jo nazil hoti hai Wo amaal e bad ka nateeja hai

3.beemari mutaddi bhi hoti hai Allaah ke izn se bazate khud Nai asar karskati
Isiliye baz auqaaat asar Nai hota bazu wale par
Likin jahan ho wahan na jae ihtiyaat karte huve jaisa Umar Raziallaahu anhu ne ihtiat kia Aur Hadees bi hai
Q/A number 182 dekhiye tafseely havale ke saat ahadees hain
4.bacahne ke asbaab apnate huve Allaah per tawakkul kare ,allaah per bharosa Aur allah ki taraf rujoo kare taqdeer per razi rahe
5.allaah ki itat karte huve Aur nafarmani se Bachte huve
Allaah ki madad mange Tauba kare zulm se Aur Fahash se
6.surah baqrah , Dua Aur subah sham ke azkaar Aur muawwizatain ke zarie panah mange
7. Afwah Aur bagair tahqeeq ke khabar Nai pahalaen
Tahqeeq ki adat dalen news ko aage badane se pahle

وقفات إيمانية مع فيروس كورونا عافانا الله منه


#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen

***
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.