Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :17)
*Question *
how to distribute my fathers property I have a mother with family pension ; 4 sisters and 2 brothersGive me in percentage
*Answer *
Surah Nisa 4:11,12 padhiye
Usme Answer hai
Mayyit ki bivi ( wife )1/8 yani atwan hissa milta hai mayyit ko bacche hone ki surat maiMayyit ke 2 son ko 4 count karen
4 daughter ko 4 hi count karen
Is tarah 8 Hissa karlen
# *bantne ka tareeqa *
pahle total mal ko 8 hisse mai taqseem farmalen Aur usme walida( mayyit ki bivi ) ko atwa hissa dene ke bad jo bachata hai usmae se Phir 8 hisse karen
Ek Ladki ka hisaa ka double jo hoga Wo Ek ladke ko milega 2 son ko 4 hisse milte hain
4 ladkiyoun ko 4 hisse milte haiMazeed kuch samjhna ho to maqami alim se rujoo farmae jo Kitabo Sunnat Aur sahaba ke faham ke hisab se Jawab de
Note : koi Aur hissadar na ho Aur kafan dafan ka karcha , Loan aur wasiyyat ke bad tarke ki taqseem amal mai laee jae#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
*Link of detail about the topic of inheritance in English *
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.sort=&gsc.q=inheritence%20and%20division%20
*Quran link surah Nisa 4:12*
https://quran.com/4/12-22