Madani Q/A 16

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :16)
* Question *
As Salaamu alaikum WA
rahmatullah Sheik.
Namaaz me pant and shirt fold karne k masla thoda tafseer me bataye.
Kuch log khete hai fold nai karna chahye as mana hai and kuch log kehte hai pant Ko taqna k nechey rakhna mana hai Namaaz me
* Answer *
##Point number 1 tafseer nahi tafseel kahte hai
##Point number 2
Takhne se neeche latkana ke gunah ya uski mamaniaat shadeed hai sakt hai
Kapda modne ke muqabala mai
Ab koi shaks kapda modker namaz padhna chata To wo modle Kiunke latkana ( isbal)
Ziada bada Gunah hai jabke kapda modna (kaffu saaub ) Makrooh hai
#Us se bahter shakl yeh hai hamesha kapda uncha rakha chae namaz ke andar ho ya namaz ke baher ho Aur thakne ko lag ker ya us se Neeche jo kapda ho usko katle agar kapda bad jae takhne ke neeche
##Point number 3
Asteen modna namaz ke liye khas modna mana hai Aur wo makrooh Likin kisi zarurat ke tahat pahle hi se mode Kar rakha gaya tha To ahle Ilm kahte hai wo mana nahi
##Point number 4
Agar koi isbal Aur kaff yani takhne se neeche latakae ya asteen mode Gunah alag likha jaega namaz apni jagah sahih hai
Shaikh Ibne usaimeeen rahmatullaah alaih ne kaha
Baz ahle Ilm ne namaz na hone ka bhi hukum lagaya hai agarche ke Hadees zaeef likin haram kapde se satar na dahnkne ki buniyad
Phir shaikh ne mashwara diya ke bahter hai is khoob tawaajah de mamooly na samjhen
##Point number 5 baz ahle Ilm ne yeh bhi kaha
Kapda modne ki mamaniat Sirf asteeen ke liye hai
Takhne se Neeche se kapde se mutalliq nahi

Jabke dusre ahle Ilm kahte hai
Mamaniat Aam hai jo bhi bila zarura moda jae
Point no.6
Isbal Sirf namaze mai hi nahi balke namaz ke bahar bhi mana hai

*Sababe ikhtelaf *
Sababe ikhtelaf jan lene se ahle Ilm ke bare mai bad gumani ke Gunah se bachna asan hojata hai Isliye mai
Ilhtelaaf ki wajah bhi batadi
Ke haan ya na ke peeche ahle ilm ke pass reason hote hai lihaza ahle Ilm se ikhtelaaf ho kisi masle mai To Adab ka kayal rakha jae
# *Wallahu Alam **
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
*Arabic fatwa links *
https://majles.alukah.net/t23816/

http://almoslim.net/elmy/286371

https://www.google.com/amp/s/islamqa.info/amp/ar/answers/141473

https://www.ahlalhdeeth.com/vb/showthread.php?t=271276

*Fatwa ( Opinion ) in English *
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.q=Isbal%20In%20salah&gsc.sort=
Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :5)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.