Shaikh Albani ne Shabe barat ke bare mai kia kaha ?

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :210)
*Question*
Shabe barat mai jagna din mai Roza rakhna ka kia hukum hai ?
*Answer*
1.*15 Shaban ki raat ko Shabe barat ka jagna Aur din mai barat ka Roza bidat hai *
2. Shaban ki 1 se 15 tak nafil Roza rakhne ki fazeelat specially Har Qamari month ke 13,14,15, ko ayaame beez ki niyyat se Roza rakhne ki fazeelat hai,Teen rakhe to Afzal hai 3 mai se Ek rakhe to nafil roza ka Sawab milta hai
3. Shabe barat manana ke liye 15 Shaban ko raat bhar jagna Aur din mai barat ki niyyat se Roza rakhna zaeef hadees hai Aur Wo bidat hai,Nabi sallalahualaihi wasallam Aur sahaba se sabit nahi

3.Shaik Albani rahmatullaah alaih ne shaban 15 yani nisf shaban ko Magrib se fajar tak ki fazeelat Wali Hadees ko sahihul Jami Sageer mai 2Hasan kahan
*(((((((((((( Nisf shaban ki fazeelat Yeh ke Allaah maaf karte hai unko jo shirk na kare Aur dil mai bugz Aur hasad Na rakhe *
85 – إنَّ اللهَ تعالى لَيطَّلِعُ في ليلةِ* النصفِ من شعبانَ فيغفرُ لجميعِ خلْقِه ، إلا لمشركٍ أو مشاحنٍ
الراوي : أبو موسى الأشعري | المحدث : الألباني | المصدر : *صحيح الجامع
الصفحة أو الرقم: 1819 | خلاصة
((((((((حكم المحدث : حسن
))))))))))*
*Is tarah islahul masjid nami kitab mai bhi Hasan ligairihi ya Authentic hai kaha Likin sat mai Yeh wazahat kardiye ke raat bar jag ker ibadat karna , ijtimaeee tour per jama hona masajid mai Aur din mainkhas barat ka Roza rakhna Yeh sab zaeef hai gair sabit shuda hai

4. Nisf shaban ko Qabristaan jana bhi bidat hai sahih Hadees se sabit nahi Aur murde ki eed Aur Qazae Umri sab bidat hai
عَنْ عَائِشَةَ قَالَتْ: ” فَقَدْتُ النَّبِيَّ -صلى الله عليه وسلم- ذَاتَ لَيْلَةٍ فَخَرَجْتُ أَطْلُبُهُ فَإِذَا هُوَ بِالْبَقِيعِ رَافِعٌ رَأْسَهُ إِلَى السَّمَاءِ فَقَالَ: يَا عَائِشَةُ أَكُنْتِ تَخَافِينَ أَنْ يَحِيفَ اللَّهُ عَلَيْكِ وَرَسُولُهُ؟ قَالَتْ: قَدْ قُلْتُ وَمَا بِي ذَلِكَ وَلَكِنِّي ظَنَنْتُ أَنَّكَ أَتَيْتَ بَعْضَ نِسَائِكَ، فَقَالَ: إِنَّ اللَّهَ -تعالى-يَنْزِلُ لَيْلَةَ النِّصْفِ مِنْ شَعْبَانَ إِلَى السَّمَاءِ الدُّنْيَا فَيَغْفِرُ لأَكْثَرَ مِنْ عَدَدِ شَعَرِ غَنَمِ كَلْبٍ”، ضعفه البخاري والألباني: والحديث رواه ابن ماجه (1379) والترمذي (670) وأحمد (25487) واللالكائي (1 / 101 / 2) وعبد بن حميد في ” المنتخب من المسند ” (194 / 1 – مصورة المكتب) قال الألباني: رجاله ثقات لكن حجاج وهو ابن أرطأة مدلس وقد عنعنه، وقال الترمذي ” وسمعت محمد (يعني البخاري): يضعف هذا الحديث “، انظر مشكاة المصابيح (1299

5.*Shaban se mutalliq zaeeef riwayaat *

https://www.saaid.net/mktarat/12/8-8.htm

6.*Shabaan ke bidat se bachna Zaruri *
https://ar.islamway.net/article/73737/صوم-شهر-شعبان-وبيان-فضله-والتحذير-من-البدع-المنتشرة-فيه
*shaban ki BIDAT ki list
1. 15 night ko Shabe barat mana
2. Ijtimaee tour ya akele raat bhar Sawab ki niyyat ae jagna
3. Qabristqn Ko sajana, roushni lagana , murdooun ki eed manana
4.15 ke din mai barat ka Roza rakhna
6. Masjid ko raat bhar sajana
7.Qazae umeri , salat Tauba khas tareeqe Wali padha

#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen

***
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles

*******
********
*********
Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :206)
*Question*
Shaban ki 16 se ramzan start hone tak Roza rakhna Kaise hai jaez hai ya nahi ?
*Answer *
Shaikj bin baz rahmatullaah Aur shaikh saleh munajjid ka fatwa ka khulasa hai
*15 ke bad Roza rakhna *
1. Makrooh ya napsand kare Allaah ke nabi sallalahualaihi wasallam is month mai roza rakhna unke liye jo 15 ke bad 16 se start kare Aur 1 Shaban se 15 tak bilkul Nai rakhe
2. Jaez hai unke liye jo 1 Shaban se nafil roze rakhte huve continue kare
3.Jaez hai unke liye bhi jo hamesha rakhte rahte Aur har month jinko rakhne ki adat hai
Jaise Monday Aur Thursday Aur isi tarah Ek din Roza rahte Aur Ek din Nai rakhte aise adat waloun ke liye bhi ijazat hai
*Note* : Jo 16 Se start kare Sirf unko ijazat nahi Aur makrooh hai Kiunke
Aise log ke liya Allaah ke nabi raham khae Aur guide kare ke na rakhe kiunke ramzan mai Beemar ya kamzor padsakte
Jo ke farz roze hain
Isi tarah ramzan se Ek ya dins pahle bhi istiqbal ke Roza rakhna mana farmae Allaah ke nabi sallalahualaihi wasallam
*Ibne qayyim rahmatullah ne detail bayan kia apni kitab mai*
https://binbaz.org.sa/fatwas/11186/حكم-الصيام-بعد-منتصف-شعبان

https://www.google.com/amp/s/islamqa.info/amp/ar/answers/13726

#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen

***
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.