Assalamualikum
MadaniQ/A ( number :226)
*Question*Salatut tasbeeh Kia sabit hai ?
Aur agar sabit hai to uska tareeqa kia hai padhne ka ?
*Answer *
*Shaikh Albani *ne Aur *Shaikh muqbil* ne kaha
Salatu tasabeeh صلوة التسابيح
Hadees Hasan yani Wo
Sabit hai
Sahih ibn majah 1139
Sahih mishkat :1328
Attaleeq al sahih ibn khuzaima: 1216
Sahih Abu dawood : 1173*Tareeqa *
*4 rakat ki namaz hai
*Har rakat mai Surah fatiha Aur zammi surah
*Har rakat mai rukoo mai jane se pahle
Subhanallaah walhamdu Lillaah wala ilaha illallaah
Wallahuakbar 15 martaba
*phir rukoo mai 10 martaba
* Phir qouma mai 10 martaba
*sajdah mai 10 martaba
* do sajdah ke darmiyan mai Qaeda mai 10 martaba
*sajdah mai 10 martaba
* Phir sajdah se sar utha kar 10 martaba
*total 75 hogae ek rakat mai *
75* 4 rakat = 300 martaba*Time *
Har juma
Ya Har mahina
Ya zindagi mai Ek martaba*Fazeelat *
10 Faide milte hain,
Gunah ke 10 Qisam ki magfirat
1. Awwal. 2. Akhir
3.qadeem 4. Jadeed 5.anjanae 6. Jan booj ker
7.sageera 8. Kabeera
9.chupe 10. Zahir
**************
Shaba se marvi hai
1. Ibn abbas
2. Ibn Amr
3.ansari
4.Anas
5.abu raafi
6.jafar
7.ibn umar
*kutub Hadees jis mai mazkoor hai*1. Imam bukhari ki ek Aur kitab hai Sahih bukhari ke alawa uska naam hai
Al Qirat khalfal imam
2.sunan abi Dawood
3.sunan ibn majah
4.ibn khuzaima
5.tabrani ( kabeer )
6.mustadrak
7.baihaqi
8.targeeb o tarheeb
9.sunan tirmizi
Salatu tasbeeh
*Mukar ya zaeef khane wale Chand misalen*
1. Imam AHMED bin hambal
Ibne Qudama ne zikr kia almugni nami book mai
2.imam nawawi3.imam uqaily
4. /ibane taimyah ( majmoo 11/579)
5.ibne baz/ibne usaimeen
6.imam ali madeeni
7. Ibne jauzi
8.lajnah Daimah saudi ifta committee ne kaha sabit nahi*Mustahab Aur jaez kahne wale Chand misalen*
1. Abdullaah bin Mubarak
2.hakim
3. Imam zahabi
4.Shaikh Albani
5. Imam al ajurry
6. Abu dawood
7. Ibne qudama : amal karsakte
8.Ibne hajar ne Hasan kaha
Annukat al ibn salah(2:850)
9. Imam muqbilAssalamualikum
#MadaniQ/A ( number :222)
*Question*
Bhoola huva Quran Kaise yad karun ?
* Answer *
Ek line ko 10 martaba repeat kiji aisa 10 line tak pahunchne ke bad bad Kisi nafil namza MAi usko padhiye
In sha Allaah yad hojaega Aur tahjjud mai Dua bhi karte rahiye
*Quran Hifz karne ka tareeqa ?**Mazeed padhne ke liye visite kijei *
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles*Join hone ke liye link *
4.*Madani Q/A Group *Link Group 6
https://chat.whatsapp.com/CPbyirt4Cgc0G4yAxHNh3P
Link : Group 5
https://chat.whatsapp.com/GTLqALX7Ko3K7auOpYfxhT
Link : Group 4
https://chat.whatsapp.com/J2m5trk2gsq3CTOaphptcu
******
Link: Group 3
https://chat.whatsapp.com/JAIjtNCOFZzIcaGwgVd59Y
*********
Link :group 1
https://chat.whatsapp.com/HnTWxgjOnYJ2qlyO7Mjm40
Link:Group 2
https://chat.whatsapp.com/KI4R4V8xXXk9mHLD4DyENN
*** Apka sawal , whatapp per Jawab ***