Ramzan se pahle 114 Surah ka taruf refresh karna zururi !!

#####Ghar mai time ko kam mai laiye Aur #Quran #Dua , Ibadat se Qareeb hojaiye , #ramzan se pahle refresh kiiie 114 Surah ka Taruf ######
https://www.youtube.com/watch?v=YS-s9EiDh3Y ghar
{{{}}}}3 #hour mai 114 Surah ka muktasar Taruf {{{{{}}}}}}}}}
#Bayan ka hissa no. 1
Muqaddima
1. Makki madani surat ka usloob Aur maouzoo Dono mai faraq hai shaikh Ibne usaimeen rahmatullah alaih ke mutabiq
2. Size ke etebar 114 surat ki char taqseem
3.mushaf Madinah ke mutabiq 28 Surah madani Aur Makki Surah 86= 114
#Pahla tareeqa
Yad rakhne ka Tariqa hai 28 days hote normal February ke month madani surat ki tedad ko yad karna hai to recollect karlijie normal February ke 28 din ki tedad ko
28 ko ulta karke 4 add kijie 82+4= 86
*******++++++**********
#Dusra tareeqa
Ya Surah baqrah ke ayat ki tedad ko samne rakhiye
286
( 28 madani surat ,2 Aur 8 ka majmooa ke zarie madani surat ko recollect kijie )
86 Makki surat ,8 Aur 6 ka majmooa ke zarie Makki surat ko recollect kijie

**************
#Bayan ka Hissa no.2
114 Surah ka taruf kam waqt yani 3 hours
Teen alag alag session mai
Session no.1
48 Surah – Surah mulk se Surah Nas
Session no. 2
Surah fatiha Aur Surah baqra se Surah Taha tak
Session no. 3
Surah taha se Surah mulk tak

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.