*Post.No 02*
*#ShabanRamadhanShawwalSeries – #26#Shaban #India*
#Part02
Beginning of Universe and. The journey of Soul – Part 02
Lecture in Urdu by Shaykh Arshad Basheer Madani
#Overview
✅ Allaah ne insaan ko zindagi guzarne k liey jo sahulatein ata kiey us ka zikr.
✅ Bahut si qaumein makhlookh ki khusoosiat to dekhkar uski puja karne lagi.
✅ 6 Yaum Qur’an aur 7 yaum Hadees ke zikr ka detail se explanation.
✅ Allaah ka kaam aur Allaah ka kalaam kabhi bhi aapas mein contradict nahi hoga.
✅ Qur’an advance hai science peeche hai abhi bhi, video mein samjhaya gaya – Alhamdulillaah.
✅ Zameen flat hai ya gol hai- confusion ko clearly samjhaya gaya.
✅ Ek hi paani zameen par barsa kar Allaah kaise alag alag qism ke fruits aur vegtables paida karta hai uspar gaur karna.
✅ Qur’an mein zameen ke layers ka zikr – ba’az aayat zameen ko explore karne par bhi details se samajh mein aati hai.
✅ Kuch bhi cheez pahli bar banane mein mushkil hoti hai copy aasani se hojati hai, isi tarah Allaah samjha rahe hai insaan k dusre bar paida karne ko
✅ Allaah ke liey aankh, chehra, haath, unglian, pindhli hai yaqeen rakhna jo bhi Qur’an aur Sahih Ahadees mein zikr hai.#ToReadMore
#Articles#English
https://bit.ly/3cvbZiE#Urdu
https://bit.ly/2VIwVvZ#Hindi
https://bit.ly/2RJoTll#Telugu
https://bit.ly/34Lfcbg