Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :5)
Salam alykum warahmatullah shaikh
I just joined the watsapp group
I have a question on “Law Of Attraction”. Does this has any basis in Islam?
#Answer with the help of Allaah :
#Point number 1
Feehi tafseel
(فيه تفصيل )kahker Aur shart lagaker baz masael mai jawab dete hai ulama Kiram take Jawab misuse na hon
#Point number 2
The meaning of lawo f attraction :
According to one saying :(The law of attraction is the attractive, magnetic power of the Universe that draws similar energies together. It manifests through the power of creation, everywhere and in many ways. Even the law of gravity is part of the law of attraction. This law attracts thoughts, ideas, people, situations and circumstances).
#Point number 3
Prophet muhammed sallalahualaihi wasallam ne Irshad farmaya
ان من البيان لسحرا
Sahih bukhari Hadith number: 5767Baz ke bayan mai jadoo hota hai
#Points 4
Islam ke law Aur qanoon Aur maqami hukumat ke law Aur qanoon se na takrai aur faida ho dusre Aur sab ka na ke nuqasaaanTo jaez Likin jab Wo takaraega Shariath se aur maqami Qawaneen se Aur insaniyat se to galat hoga
#Point 5
Mai ne general rule batae hai Hamesha particular masle mai clarity na ho faisla lena mai to ahle ilm se mashawara kare , istikara kare
Jahan islam ijazat deta hai waha mashwara Aur istikara
Ke bad hi faisla len take nuqsaan se bachen In sha Alalah
#Wallahu Alam
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
See for detail explanation of Hadees
قال ابن عبدالبر : وفي هذا دليل على مدح البيان وفضل البلاغة ، والتعجب بما يسمع من فصاحة أهلها ، وفيه المجاز والاستعارة الحسنة ؛ لأن البيان ليس بسحر على الحقيقة .
المرجع: بتصرف . كتاب الشامل في فقه الخطيب والخطبة.للشيخ سعود
الشريم ص59
******
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.sort=&gsc.q=Hadith%20explains%20%20Some%20eloquent%20%20influence%20of%20magic