Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :43)
*Question*
Kya Masjid me faraz namaz ke baad bi aur jamat banaake namaz padsakte hai kya?*Answer*
1.Baz ne ijazat nahi di ( shaikh Albani rahmatullahi alaih)
2. Baz ne makrooh kaha
3.Baz ne ijazat di ( shaikh bin baz , shaikh ibne usaimeen , shaikh muqbil rahimahumullaah ) di shart lagaker
{Jin ulama ne ijazat di
Unhoun ne kaha ke adat na banae aur system na banae ke imam ki Jamat ke bad apni Jamat alag banenge}
https://islamqa.info/en/answers/87847/ruling-on-holding-a-second-congregational-prayer-in-the-mosque
*Shaikh abdurrahman mubarak poori* ne tohaftul ahwazi mai likha ke Sahaba ne jo dusri Jamat nahi banae ka zikr aya uski Wajah hai ke
Sultan ke kouf se ke kahin baqawat ki tohmat na lage
(وأما أثر الحسن “كان أصحاب محمد صلى الله عليه وسلم إذا دخلوا المسجد – وقد صُلي فيه – صلوا فرادى” فقد أجاب عنه صاحب (تحفة الأحوذي) ] بأن صلاتهم فرادى إنما كانت لخوف السلطان محتجاً بما رواه ابن أبي شيبة حدثنا هشيم، أخبرنا منصور عن الحسن قال: “إنما كانوا يكرهون أن يجمعوا مخافة السلطان”.)
#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.q=Second%20prayer&gsc.sort=