Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :8)
Sheikh Wirasat ki taqseem ke talluk se 2 alag alag sawalat hai..1.Walid aur Bade bete ne ek ghar 50% each ke hisaab se liye..
3 bhai aur 3 bahene hai..taqseem Walid ke hisse se hogi yani aadhe hisse se ya pure ghar ke hisse se hogi??
taqseem ka ratio kaisa hoga??2. Beaulaad agar koi bachha adopt kare to usko adopt karne wale shaks ki milqiyat me se kitna dena jayez hai..
Aur be aulad shaks ki milqiyat ki taqseem par roshni daliye..
Answer:
Walid ka intiqaaal hochuka ho to tarka ke tour per bate ga
50% mai se#mayyit ke 3 bete aur 3 betiyan hon to
Bete 3 ka Adad double karke devide kijie yani
3son * 2= 6+ 3 daughter = total 9 parts
#Amount divided by 9
Note :Agar koi Aur hissadar na ho Aur kafan dafan ka karcha , Loan aur wasiyyat ke bad tarke ki taqseem hoti hai#2.Q and answer
1/3 se Thoda kam hisse ki wasiyyat karsakte#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.sort=&gsc.q=inheritence%20and%20division%20