Madani Q/A 29

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :29)
*Question*

نکاح بالفور بعد ولیمہ کرنے کے فوائد پر مختصر معلومات فراہم کیے جائیں

*Answer*
In sha Allaah bohut faide hain
1.Kam karche Per barakat milegi
2. Society pak hogi bojhe se

3. Muslim economic develop hogi
4. Apke dour mai rahat hogi
Masael kam honge

Agar Nikah ke bad vailma ke liye fouran usi din na karke bad mai bhi karen Aur Fuzool karche se bache jo Wo bhi jaez hai
Jaisa ke abdurrahman bin auf raziallahu anhu ko Allah ke nabi sallalahu alaihi wasallam ne kaha walima ke liye to usi din na tha
*********
Tafseel maloomat ke liye yeh padhiye ke valima Ka time Kab hai ?
Answer :
Shaikh salih Fauzan Hafizahullaah ne al mulakkas al fiqhee kitab mai kaha ke Nikah Aur valima same day hosakta hai koi sharaeee rukawat nahi
Shaikh Safiurrahman mubarakpoori ne bulugul Maram ki sharah mai kaha ke
Nikah Aur valima ke darmiyan
Khalwa sahiha hona chaiye
Yani Dulha dulhan ko kuch der keliye akle mulaqat ke liye mouqa dena
Mustahab hai jima karna shart nahi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.