Madani Q/A 212

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :212)
*Question*
*Nisf Shaban ki raat ki fazeelat Wali hadess ko shaikh Albani ne sahih kahan Likin sabe barat ki rat nisf shaban ko raat mai jagna Masjid sajana , qabristan jana Aur din mai barat ke naam per Roza rakhna bidat hai Wazahat farmaiye Aur Dono hadeees ki sanad bhi bataiye *
*Part one mai*
Nisf shaban ki raat barat ke naam per jagne Aur barat ke naam Per Roza Bidat hai
*Part two main*
Nisf shaban ki fazeelat Wali Hadees hai Likin usme barat ke naam per jagne Aur barat ka Roza rakhna ka zikr nahi
****************
*#######Part 1######*
*Matan text of Hadees *
قوموا ليلها وصوموا نهارها
Raat mai qiyam din mai roza rakha karo
Yeh batil , mousoo
***************++********

Sanad Aur ruwat. ( raavi ka plural ruwaat hain uska hain matlab narrator riwayat karne wala)
1.Ibne Majah محدث

2. Alhasan bin ali alkhallal المكي
ثقة

3.abdurrazzaq sanaani
اليماني
(مصنف مشهور)

4.ibn abi sabrah
Makkki ,Madani ,iraqi القاضی
متروك ، رموه بالوضع

5.ibraheem bin muhammed
صدوق
6. Muawiyah bin abdillah bin jafar
مقبول, ثقة
7.
عن ابيه ( abdillah binnjafar)
Ali raziallaahu anhu ke bhateeja
8 ali bin abi talib raziallahu anhu
Sahabi , khaleefa

*********+***********+*******
*ulama ne kia Hukum lagaya sanad e hadees per:*
Ki Wajah se ابن ابي سبرة

Imam Ahmed bin hambal ne kaha :Raavi zaeef hai
Hadees ghadta tha

Imam Boosiry:zaeef

Imam bukhari : zaeef

ibn maeen; hadees ghadta tha يضع الحديث

Mubarakpoori : zaeef jiddan

Imam nasaee : matrook

Allaamah ainy : jumhoor ne zaeef kaha
*************
*Shaikh bin baz rahmatullaah alaih ne radd kia nisf shaban ki bidat ko Ek kitab Aur tafseely fatwa likh ker*
https://binbaz.org.sa/articles/24/حكم-الاحتفال-بليلة-النصف-من-شعبان
*Shaikh saleh Munajjid ne nisf shaban ki bidat ka radd kia *
https://islamqa.info/ar/answers/49675/هل-يصوم-يوم-النصف-من-شعبان-حتى-لو-كان-الحديث-ضعيفا

https://www.google.com/amp/s/islamqa.info/amp/en/answers/49675

*As silsila assaheeha mai Shaikh Albani ne fazeelat ka Iqrar kia hai Likin Islahul masajid nami kitab Shabe barat ki raat ko jagna aur bidat karna Aur barat ke roze ka radd kia hai *
السلسلة الصحيحة 3/135
No.2143
تخريج وتعليق اصلاح المساجد: الالباني page no. 107
عني حديثه عن مالك بن يخامر عن معاذ بن جبل عن النبي صلى الله عليه وسلم قال: “يطلع الله إلى خلقه في ليلة النصف من شعبان فيغفر لجميع خلقه إلا لمشرك أو مشاحن”. أخرجه ابن أبي عاصم في “السنة” “ق43: 1” وابن حبان في “صحيحه” “1980” ورجاله ثقات، والحديث صحيح، وله طرق وشواهد خرجتها في “الصحيحة” “2143” فلا تلتفت إلى ما سينقله المصنف أنه ليس في فضل ليلة النصف حديث يصح، نعم لا يلزم من ثبوت هذا الحديث اتخاذ هذه الليلة موسمًا يجتمع الناس فيها، ويفعلون فيها من البدع ما ذكره المؤلف يرحمه الله تعالى.
https://al-maktaba.org/book/10541/104#p1

**************
**************
**************

*#####Part 2 Two###### *
*Fazeelat Wali hadees ke alfaaz Yeh hain *
*يطلع الله تبارك و تعالى إلى خلقه ليلة النصف من شعبان ، فيغفر لجميع خلقه إلا لمشرك أو مشاحن*

Allaah magfirat kare ga is raat ko siwae mushrik Aur Mushahin ( dil mai bugz Aur hasad rakhne wale ko)
Silsila saheehah by shaikh Albani :3/135
قال الألباني في ” السلسلة الصحيحة ” 3 / 135 : في تخريج الحديث : يطلع الله تبارك و تعالى إلى خلقه ليلة النصف من شعبان ، فيغفر لجميع خلقه إلا لمشرك أو مشاحن ” :
حديث صحيح ، روي عن جماعة من الصحابة من طرق مختلفة يشد بعضها بعضا و هم معاذ ابن جبل و أبو ثعلبة الخشني و عبد الله بن عمرو و أبي موسى الأشعري و أبي هريرة و أبي بكر الصديق و عوف ابن مالك و عائشة

*Note:1*

*Sunan Tirmizi :744 Hadees number per Imam tirmizi ne kaha sunan tirmizi mai Yeh Hadees Aisha raziallaahu anha se marvi hai Aur imam bukhari ne isko zaeef kaha kiunke*
*Hajjaj bin atrtaat ne nahi suna Yahya se*
*Aur Yahya ne nahi suna Urwa se *

*Note:2*

*Hasan ligairihi *

*Shaikh Albani ne kaee sanad jama karke is ko Hasan ligairihi kaha*
#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen

***
http://www.askislampedia.com/web/guest/articlesu
Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :211)
*Question*
*Fazeelath and virtue of mid shaban in the authentic ahadees and refuting non authentic activities in the mid of shabaan *
*Answer *

#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen

***
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.