Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :10)
*Question *
Husband ke Wafat ke bad biwi ki Iddat ka masla ,
Sunnat / shariyat se iddat ka waqt poora Karna zaroori hain kya ammi ke liye?
Ammi 70+ years ke hogaye
Is it 3months ya 4months?
Exact number of days?
#from Hyderabad India
*Answer *
#Point no.1
Badi age Wali Khatoon ko bhi Iddat hai badi Umar Aur choty Umar ka farq nahi
Shaikh salih Fouzan ne kaha#Point no.2
Allama shah Waliullah muhaddis Dahlawi ne kaha ke iddat ke kaee maqsad hai
Usme se Ek hai
Husband ka ehteran mali zimmedari ke badle ( qawwamiyat)
#Point no.3
Iddat ki muddat 4 month 10 days
Surah baqrah 2:234
#Wallahu Alam
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen
***
http://www.askislampedia.com/web/guest/search#gsc.tab=0&gsc.q=Iddat%20of%20death%20&gsc.sort=