Laylatul Jaza , eid Inam ka din ?

Assalamualikum
‎‏#MadaniQ/A ( number :239)
‎‏*Question*
Kia eid ki raat jagna ?
Kia din mai farishte Inam ka din kahker elan karte rastoun per ?
*2 topics per Hadees ,Dono bhi zaeef hai authentic nahi hain *
*Albatta Allaah to har ache amal per ajar dega iska suboot hai Likin nabi sallalahualaihi wasallam ki tarah yeh mansoob karna ke farishte rastoun elan karte Yeh sahih nahi*
*Aur isi tarah agar koi har raat qiyam karta hai Ajj bhi karle to jaez hai Likin khas Ajj raat puri jagna fazeelat samjhker to yeh authentic nahi*
Topic 1.
Eed ki raat ibadat
Topic 2.
Eed ke din raste per farishte jaeza Aur eid ke din yaoum e jaeza( Allah ki taraf se tohfe ka elan )

Topic no.1
يہ حديث ابن ماجہ ميں ابو امامہ
رضى اللہ تعالى عنہ سے مروى ہے كہ نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
” جس نے عيد الفطر اور عيد الاضحى كى دونوں راتوں كو اجروثواب كى نيت سے اللہ تعالى كے ليے قيام كيا اس كا اس دن دل مردہ نہيں ہو گا جس دن دل مرجائيں گے”
سنن ابن ماجہ حديث نمبر ( 1782 ).
يہ حديث ضعيف ہے، نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كى طرف منسوب كرنا صحيح نہيں.
هذا الحديث رواه ابن ماجه (1782) عَنْ أَبِي أُمَامَةَ رضي الله عنه عَنْ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ : (مَنْ قَامَ لَيْلَتَيْ الْعِيدَيْنِ مُحْتَسِبًا لِلَّهِ لَمْ يَمُتْ قَلْبُهُ يَوْمَ تَمُوتُ الْقُلُوبُ) .
وهو حديث ضعيف ، لا يصح عن النبي صلى الله عليه وسلم
*Sanad no.1 *
Ibne maja mai hai
Ruwaaat
1. Abu ahmed al marrar
2.muhammed bin musaffa
3.baqiyyah
4.sour
5.kahlid
6. Abu umamah raziallaahu anhu
Notes :
1. Imam Sindi ne kaha :Zaeef hai baqiyyah nami Raavi ki tadlees ki Wajah se
2. Imam Daraqutni ne kaha : Marfoo Zaeef
*sanad no.2 *
Mujam ausat – tabrani
Ruwat
1.Ahmad bin yahya
2.hamid bin yahya
3.jareer bin Abdul hameed
4.rajul ( Umar bin haroon)
5. Sour
6. Khalid bin midaan
7. Ubadah bin samit raziallahu anhu
* Notes :*
Imam haisami ne kaha :Umar bin haroon ko kaseer Jamat ne zaeef kaha .
Dono sanad ko zaeef kahne wale ulama
1.Imam nawavy
2.hafiz iraqi
3.imam ibne hajar
4. Shaikh Albani
5.haisami
*Topic 2 *
617 – حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ خَالِدٍ الرَّاسِبِيُّ ، حَدَّثَنَا الْحَسَنُ بْنُ جَعْفَرٍ الْكَرْمَانِيُّ ، ثَنَا يَحْيَى بْنُ بُكَيْرٍ ، ثَنَا عَمْرُو بْنُ شَمِرٍ ، عَنْ جَابِرٍ ، عَنْ أَبِي الزُّبَيْرِ ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ أَوْسٍ الْأَنْصَارِيِّ ، عَنْ أَبِيهِ ، قَالَ : قَالَ رَسُولُ اللهِ – صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ – : إِذَا كَانَ يَوْمُ الْفِطْرِ وَقَفَتِ الْمَلَائِكَةُ عَلَى أَبْوَابِ الطُّرُقِ ، فَنَادَوْا : اغْدُوا يَا مَعْشَرَ الْمُسْلِمِينَ إِلَى رَبٍّ كَرِيمٍ يَمُنُّ بِالْخَيْرِ ، ثُمَّ يُثِيبُ عَلَيْهِ الْجَزِيلَ ، لَقَدْ أُمِرْتُمْ بِقِيَامِ اللَّيْلِ فَقُمْتُمْ ، وَأُمِرْتُمْ بِصِيَامِ النَّهَارِ فَصُمْتُمْ ، وَأَطَعْتُمْ رَبَّكُمْ ، فَاقْبِضُوا جَوَائِزَكُمْ ، فَإِذَا صَلَّوْا ، نَادَى مُنَادٍ : أَلَا إِنَّ رَبَّكُمْ قَدْ غَفَرَ لَكُمْ ، فَارْجِعُوا رَاشِدِينَ إِلَى رِحَالِكُمْ ، فَهُوَ يَوْمُ الْجَائِزَةِ ، وَيُسَمَّى ذَلِكَ الْيَوْمُ فِي السَّمَاءِ يَوْمَ الْجَائِزَةِ .
Tabrani kabeer mai aee hai yeh sanad -617
Ruwaat
1.Muhammed bin Khalid
2.Hasan bin jafar
3.Yahya bin bukair
4.Amr bin Shamir
5.Jabir
6.Abu zzubair
7.Saeed bin Aus
8.Aus

Imam muqbil ne kaha:
Youm jaiza wali sanad
Zaeef hai
**Ahle Ilm Ke Zaeef kahne ki wajah**
1. AMR bin Shamir al
Matrook ( radd kardiya inko)
2.jabir jofy
Zaeef
3.Abuzzubair ka anana,

*Zaeef aur gair Maqbool kahne wale ulama *
1.Imam Ibne rajab
2.Imam muqbil: Zaeef Aur gair mujabir hai ( yani mardood )
3.Imam albani
*Dusri sanad *
حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ عَبْدِ اللهِ الْحَضْرَمِيُّ ، ثَنَا أَبُو كُرَيْبٍ ، ثَنَا مُسْلِمُ بْنُ [1/227] سَالِمٍ ، ثَنَا سَعِيدُ بْنُ عَبْدِ الْجَبَّارِ ، عَنْ تَوْبَةَ ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ أَوْسٍ الْأَنْصَارِيِّ ، عَنْ أَبِيهِ ، قَالَ : قَالَ رَسُولُ اللهِ – صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ – : إِذَا كَانَ غَدَاةُ الْفِطْرِ ، وَقَفَتِ الْمَلَائِكَةُ فِي أَفْوَاهِ الطُّرُقِ ، فَنَادَوْا : يَا مَعْشَرَ الْمُسْلِمِينَ اغْدُوا إِلَى رَبٍّ رَحِيمٍ يَمُنُّ بِالْخَيْرِ ، وَيُثِيبُ عَلَيْهِ الْجَزِيلَ ، أُمِرْتُمْ بِصِيَامِ النَّهَارِ فَصُمْتُمْ ، وَأَطَعْتُمْ رَبَّكُمْ ، فَاقْبِضُوا جَوَائِزَكُمْ ، فَإِذَا صَلَّوُا الْعِيدَ نَادَى مُنَادٍ مِنَ السَّمَاءِ : ارْجِعُوا إِلَى مَنَازِلِكُمْ رَاشِدِينَ ، قَدْ غُفِرَتْ ذُنُوبُكُمْ كُلُّهَا ، وَيُسَمَّى ذَلِكَ الْيَوْمُ فِي السَّمَاءِ يَوْمَ الْجَائِزَةِ .
1. سَعِيدُ بْنُ عَبْدِ الْجَبَّارِ** : *
zaeef hai ( ibne hajar ne kaha)
2. تَوْبَةَ* *: توبة بن أبي الأسد : كيسان بن راشد ، ويقال : توبة بن أبي راشد ، ويقال : ابن أبي المورع ، ويقال : ابن كيسان بن أبي الأسد
Inki kuniyat hai : أبو المورع
Ibne hajar ne kaha :
ثقة . أخطأ الأزدي إذ ضعفه
Imam zahabi ne kaha : ثقة
3. سَعِيدِ بْنِ أَوْسٍ الْأَنْصَارِيِّ
imam zahabi ne kaha:
ثقة ، علامة ، ذو تصانيف
*****************
Asssilsila zaeefa mai hai:
Shaikh Albani ki tahqeeq ke mutabiq :Yeh sanad musnad hasan mai Aur muafi ki kitab JALEES mai
Abu Tauba ke naam se hai to Aur Ek kamzori samne ai sanad ki
1.ihtemal hai ke Tauba ya. Abu Tauba ( لم اعرفه)
2.saeed bin jabbar zaeef hai
3.saeed bin aous( لم اجد من ترجمته)
Note : deegar ahle Ilm ki tahqeeq ke mutabi Saeed bin aous ka zikr Milgaya
Wallahua Alam
Assalamualikum
‎‏#MadaniQ/A ( number :238)
‎‏*Question*
Kia كل عام وانتم بخير
Kah sakte hain
*Answer *
*4 fatwe mulahaza farmaiye *
*Fatwa 1.*
https://www.ajurry.com/vb/showthread.php?t=29632
Shaikh albani ne nakeer farmaeee

*Fatwa2*
https://binbaz.org.sa/fatwas/7391/حكم-التهنىة-بالعام-الهجري-الجديد
Shiakh bin baz :start na kare agar koi kahe to ap bhi kair ki Dua karden

*Fatwa 3.*
https://ar.islamway.net
Shiakh khuzair
Khushi ke alfaz hai
Koi bat nahi

*Fatwa 4.*
https://ar.islamway.net/fatwa/13924/ما-رأي-فضيلتكم-في-عبارة-كل-عام-وأنتم-بخير
Shaikh Ibne usaimeeen
Jaiz hai agar kair ki Dua ki niyyat ho
********
Assalamualikum
‎‏#MadaniQ/A ( number :236)
‎‏*Question*
Aurat ke pas Nisab ke barabar sona hai Likin phir bhi Wo mujhtaj hai Koi income source nahi kia aisi Khatoon ko zakat desakte ?
*Eid ki namaz ka tareeqe*
Assalamualikum
‎‏#MadaniQ/A ( number :230)
‎‏*Question*
Corona virus ki Wajah se ghar mai hi rahna hai to eed ki namaz Kaise padhe ghar mai ?
*Answer *
Assalamualikum
1. Ead ki namaz ghar mai akela bhi padsakte Aur ghar mai Jagat bhi banaskakte ghar waloun ke saat
2. Khawateen mard hazrat ke peeche Saff banaen ge
3. agar Imam ke saat ek admi muqtadi ho imam ke barabar Tahre ek Qadam peeche Na tahre shaikh Albani ne hadees pesh ki Musnad ahmed ( 2902 ).
( 2590 ) assilsilah assaheeha.
4. Agar Muqtadi do ya do se ziada hon to imam ke bazu na tahra , Peeche jagah ho to imam ke peeche mard saf banaenge Aur mard ke peeche khawateen saff banaenge
5. Khutba ghar mai Na de Sirf namaz padhe do rakat
6. Ghar mai aurat akele bhi eed ki namaz padasakti
7. Pahle rakaat mai takbeere tahreema ke bad Aur qirat se pahle 7 martba Allaahu Akbar ( takbeer ) kahe isko takbeerat e zawaid kaha jata hai
Note : takbeerat ke saat raful yadain kar sakate hain Aur agar nahi bhi kare to koi baat nahi
8. Isi tarah dusri Rakat mai Surah fatiha padhne se pahle 5 martba takbeer kahna ( takbeerate zawaid kaha jata hai )
9. Eed ki namz wajib hai ( shaikh Ubaidullaah mubarakpoori ne isi ko rajih Qarar diya apni kitab sharh mishkat mai
10. Har rakat mai jo Qirat hogi Wo jahari ( unchi Awaz se ) padhna
11. Eedul fitr ki namaz ka time suraj tuloo hone ke bad taqreeban adha ghanta ( suraj ka ek neza baland hona )bad se shuroo hoker zawal se pahle tak hota hai
12. Sahih bukari Hadees no. 994se 995 ka Darmiyan imam ata rahmatullaah alaih jo tabieen mai fatwa diya karte they ,jab Makkah mai fatwa dete to sab mutabar mante they ap ne Kaha ke eed ki namaz Jamat agar choot jae to do rakaat padhle , Anas raziallaahu anhu ne Apne Moula se kaha ke ahl o ayal ko jama karke eed Ki namaz Qaim karle ghar aur qarye , is se pata Chala ke ghar mai padskate agar City ke bahar jaker padh nahi sakte
13. Imam bukhari rahmatullah alaih ne baab mai likha Jamat Na Mile to 2 rakat padhle Aur isi tarah khawateen bhi ghar mai kiun Na ho , (kitabul eedain Hadees no. 994 to 995 ka darmiyaan bab hai)
14.takbeeraat ke padhne ka starting time Chand nazar ane se imam sahab ke musalla per Ane tak hai
Allahu akbar Allaahu akbar lailaaha illallahu wallahu akbar Allaahu akbar walillahil hamd
15. Sadqe fitr eed se ek ya do din pahle bhi nikalsalte
Namaz se pahle gareeb tak pahunchade ( Agar Corona virus ki Wajah se gareeb tak pahunchana mushkil ho to
Nikal ke ek taraf rakh den bad main jab pahunchna mumkin ho jab gareeb ko de na ( shaikh aneesurrahman Azmi Hafizahullaah ka fatwa audio clip)
16. Eed ki namaz ke bad Mubarakbadi ki Dua
Taqabbalallahu Minna Waminkum
Allaah Qabool farmae Hamare Aur Apke achhe amal
14. 2 rakat padhe Aur ghar mai Khutba Na De ,aise kahne wale hazrat ke (Chand naam mulahaza hon)
1/ mufti Azam saudi arab ,shaikh abdul Aziz aalu shhaikh
Aur isi tarah maglis emirates ( UAE)
2/ Shaikh Sulaiman ruhaily
3/ 16 alim ka faisla ( al majlis al ilmy Bangalure India )
4/telngana Ahlehadees Jamat ka faisla
5/shaikh Meraj rabbani ka audio clip
6/ shaikh aneesurrahman azmi ka audio clip
Allaah sab ko jazae kair ata farmae
Assalamualikum
‎‏#MadaniQ/A ( number :228)
‎‏*Question*
Ki aurat husband ke wafat ki iddat main eed ke liye naya kapda pahanskati hai?

*Answer *
Iddat wafat mai aurat Naya kapda pahan sakti hai Likin. Zeb Zeenat wala jaise Shadi mai tayyar hote waise banao singar wale nahi pahan skate

Assalamualikum
‎‏#MadaniQ/A ( number :222)
‎‏*Question*
Bhoola huva Quran Kaise yad karun ?
* Answer *
Ek line ko 10 martaba repeat kiji aisa 10 line tak pahunchne ke bad bad Kisi nafil namza MAi usko padhiye
In sha Allaah yad hojaega Aur tahjjud mai Dua bhi karte rahiye
*Quran Hifz karne ka tareeqa ?*

*Mazeed padhne ke liye visite kijei *
‎‏http://www.askislampedia.com/web/guest/articles

‎‏*Join hone ke liye link *
‎‏4.*Madani Q/A Group *

‎‏Link Group 6

‎‏https://chat.whatsapp.com/CPbyirt4Cgc0G4yAxHNh3P

‎‏Link : Group 5

‎‏https://chat.whatsapp.com/GTLqALX7Ko3K7auOpYfxhT

‎‏Link : Group 4
‎‏https://chat.whatsapp.com/J2m5trk2gsq3CTOaphptcu
******
‎‏Link: Group 3
‎‏https://chat.whatsapp.com/JAIjtNCOFZzIcaGwgVd59Y
*********
‎‏Link :group 1
‎‏https://chat.whatsapp.com/HnTWxgjOnYJ2qlyO7Mjm40
‎‏Link:Group 2
‎‏https://chat.whatsapp.com/KI4R4V8xXXk9mHLD4DyENN
‎‏*** Apka sawal , whatapp per Jawab ***

Answer :
Shaikh bin baz ne kaha ke
1. “Sahibe nisab ko Zakath Nai dena “Yeh jumla mashoor hai Likin proof nahi is sonch per
2. Sone hai aur zarurat mand na ho to Zakath nahi di jasakti

3. Sone nisab ke barabar hai Likin zarurat mandi hai basic food ilaj ke liye to Zakath se madad ki jaskati hai ,agar jo moujood ho Wo kafi na horaha hai tab bhi desakta

4. Agar gold beche Aur apni Zaruriyaat poore kare to uska capital khatam hojaega lihaza zakat di jasakti hai
Needs ke liye

Note: needs ke liye dijassakti
Jabke Jahez ke liye nahi na lavish Shadi ke karche ke liye na luxury ke liye

https://binbaz.org.sa/fatwas/4653/حكم-اخذ-من-ملك-نصاب-الزكاة-زكاة-غيره%C2%A0

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.