Apni maa ko zakat de sakte ?

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :204)
*Question*
Kia ladki apni maa ko Zakath de sakti hai

*Answer *
*Ladka ladki Apne maa bap Aur aulad ko Zakath Nai desakte Apne asli mall se dena padega unka kharcha Na ke Zakath se *
https://ar.islamway.net/fatwa/49893/حكم-إعطاء-المرأة-الزكاة-لأمها-وإخوتها
https://binbaz.org.sa/fatwas/11690/حكم-اعطاء-الزكاة-للوالدين

*Likin agar maa baap per qarza hai to Zakath se ada karsakte hai agar Qarza ada karne ki taqat Na ho maa baap ke pas soodi na ho jaez kam ke liye liye hon *
https://islamqa.info/ur/answers/130207/مقروض-والد-کو-قرض-چکانے-کیلىے-زکاۃ-دینے-میں-کوىی-حرج-نہیں-ہے

#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen

***
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.