Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :272)
*Question *
99 names of Allaah
Allaah ke 99 naam ki fihrist mai 21 manghadat hai to Phir sahih kia hai bataiye ?
*Answer *
#99Names of Allaah , is kitab mai ,mai ne Urdu readers ko bataya ke 99 names mai se 21 names jo Allaah ke liye mashoor kie gae hain Wo manghadat hain , uski jagah authentic names replace kie gae hai Quran o Hadees ki roushni mai
#Shaikh Mohammed khaleefa Tamimi ke Ph.D ke risala ko buniyad banaker
2008 se #Etv urdu per bhi kaee martba guzarish ki ke school mai Bacchoun ko Authentic 99 Names of Allaah yad karwae
#Yeh book mai 99 names of Allaah authentic havale ke saat 3 zaban mai moujood hai
#Bohut jald qawaide asma o sifat per Meri book aane wali hai in sha Allaah
Uske bad inheritance yani Ilmul meeras per book aane wali hai in sha Allaah
Meri saare pdf Books free hain
•••••••••••••••••••••
Support us for more educational works
00919290621633
Arshad Basheer Madani
(Whatsapp text message only )
Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :268)
*Question *
Kia yeh Dua sahih hai ?
*Answer *
Shaikh albani rahmatullaah alaih ne is Dua ko authentic kaha hai
اللَّهُمّ إِنِّي أَسْأَلُكَ إِيمَانًا لاَ يَرْتَدُّ، وَنَعِيمًا لاَ يَنْفَدُ، وَمُرَافَقَةَ مُحَمَّدٍ فِي أَعْلَى جَنَّةِ الْخُلْدِ
Ae Allaah muje aisa Emaan ata farmaiye jis me irtidad Na ho ( gumrahi Na ho ),Na kahtam Hone Wali niamat ata farmaiye ,hameshgi ki jannat mai Muhammed sallalahualaihi wasallam ki rifaqat naseeb farmaiye
أخرجه ابن حبان، 5/ 303، برقم 1970، عن ابن مسعود t موقوفاً، ورواه أحمد من طريق آخر، 7/359، برقم 4340، والنسائي في عمل اليوم والليلة، برقم 869، والحاكم، 3/ 317، وبنحوه الطبراني في الكبير، 7/ 453، برقم، وحسنه الألباني في السلسلة الصحيحة، تحت رقم 2301، وفي التعليقات الحسان، برقم 1967.
*Mazeed padhne ke liye visite kijei *
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles