1.Qurbani ke janwar ka naam uzhiyaa ka matlab ?
2.Qurbani ka hukum?
3.Janwar ki age?
4.Qurbani ke kounse din hain?
5.Qurbani ke 8 janwar ki qisme kounsi hai jinko baheematul Anaam kaha gaya ?
6.Dikhne mai kaisa ho janwar Aur kin aib se Khali ho?
7.Tareeqa ya zibah Kaise karen?
8. Agar bismillaah Khena bhool gae zibh se pahle To kia karen?9.Islam ke zibah ke tareeqe mai pain kam hota ya western tareeqe mai ?
10.Ek ghar per Ek qurbani hai ya
Ghar ke Har kamane wale per ?11.Mayyit ki taraf se qurbani ka hukum ?
12.Kia nabi sallalahualaihi wasallam ki taraf se qurbani ka suboot hai?13.Qurbani ke bajae gareeb mai kairat karne ka khilaf e shariath kayal lana galat hai albaat Ek Ghar mai Ek se ziyada qurbani ko kam karke kairat karke sawab kamaya Ja sakta hai !!
14.Haji To umrah ke bad Baal nikalta To Phir
1 se 9 zilhijjaa mai bal nikalna pade umrah ki Wajah se ?
Kia Udhiyah alag hai Aur haji ki qurbani (hadi )ke masael alag hai ??