16 Shaban ke bad roze rakhna ke Kia hukum hai ?

Assalamualikum
#MadaniQ/A ( number :206)
*Question*
Shaban ki 16 se ramzan start hone tak Roza rakhna Kaise hai jaez hai ya nahi ?
*Answer *
Shaikj bin baz rahmatullaah Aur shaikh saleh munajjid ka fatwa ka khulasa hai
*15 ke bad Roza rakhna *
1. Makrooh ya napsand kare Allaah ke nabi sallalahualaihi wasallam is month mai roza rakhna unke liye jo 15 ke bad 16 se start kare Aur 1 Shaban se 15 tak bilkul Nai rakhe
2. Jaez hai unke liye jo 1 Shaban se nafil roze rakhte huve continue kare
3.Jaez hai unke liye bhi jo hamesha rakhte rahte Aur har month jinko rakhne ki adat hai
Jaise Monday Aur Thursday Aur isi tarah Ek din Roza rahte Aur Ek din Nai rakhte aise adat waloun ke liye bhi ijazat hai
*Note* : Jo 16 Se start kare Sirf unko ijazat nahi Aur makrooh hai Kiunke
Aise log ke liya Allaah ke nabi raham khae Aur guide kare ke na rakhe kiunke ramzan mai Beemar ya kamzor padsakte
Jo ke farz roze hain
Isi tarah ramzan se Ek ya dins pahle bhi istiqbal ke Roza rakhna mana farmae Allaah ke nabi sallalahualaihi wasallam
*Ibne qayyim rahmatullah ne detail bayan kia apni kitab mai*
https://binbaz.org.sa/fatwas/11186/حكم-الصيام-بعد-منتصف-شعبان

https://www.google.com/amp/s/islamqa.info/amp/ar/answers/13726

#Wallahu Alam Barakallaah
****
#mazeed padhna chate hain to Neeche diye gae tafseelat mulahaza farmaen

***
http://www.askislampedia.com/web/guest/articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.